Hum Ne Maana Kay Taghaful Na Kro Gay Lakin, Khaak Ho Jaayein Ge Hum Tum Ko Khabar Honay Tak.!
Read More
Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain..
Chalo Yeh Zindagi Ab Hum Tumhary Naam Karty Hain, Sunna Ha Be-Wafa Ki, Be-Wafa Sey Khoob Banti ha..!
Read More
Haal Ha Ik Ajab Faraaghat Ka...
Haal Ha Ik Ajab Faraaghat Ka, Apna Hr Gham Mana Chuka Hun Main.!
Read More
Sabab ronay ka wo poochain to...
Sabab ronay ka wo poochain to itna kehna qaasid, Mujhay hansna nahi aata, Jahan pr tm nahi hotay..!
Read More
Khuda Karay salaamat rahay
Khuda Karay salaamat rahay kisi dua ki trha, Ik tu aur doosra muskaraana tera..!
Read More
Mujh pe pathar uchaalnay walay
Mujh pe pathar uchaalnay walay, Aik baaqi ha tere seenay main.!
Read More
Mohabbat Jheeel Si Ha...
Mohabbat Jheeel Si Ha, Naa Jaanay Kitni Gehri Ha.!
Read More
Hanstay Huay Chehron Ko
Hanstay Huay Chehron Ko Ghamon Se Aazad Na Samjho, Hazaaron Gham Chupay Hotay Hain Halki Si Muskaan Main.!
Read More
Jaanay Waalay Manzilon Ko
Jaanay Waalay Manzilon ko jaatay jaatay keh gaye, Tum raastay ki dhool thay, So raastay main reh gaye.!
Read More
Qudrat Kay Haseen Manzar Main
Qudrat Kay Is Haseen Manzar Main, Mere Yaar Ka Bhi Shumaar Hota Ha.!
Read More
Tum Ne Chorra Jab Se Aansoo Ponchna
Tum Ne Chorra Jab Se Aansoo Ponchna, Hum Ko Ronay Ka Mazza Aata Nahi..!
Read More
Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri
Kitni Dilkash Ha Khamoshi Teri, Meri Saari Baatain Fazool Hon Jesay.!
Read More
Main Apnay Aap Say Ghabra Gia Hun...
Main Apnay Aap Say Ghabra Gia Hun, Aay Zindagi Mujhay Deewana Kr Dey.!
Read More
Kayi Roug De Gayi Ha
Kayi Roug Dey Gayi Ha, Naaye Mousam Ki Baarish, Mujhay Yaad Aa Rahay Hain, Mujhay Bhool Jaanay Waalay..!
Read More
Subscribe to:
Posts (Atom)