Khamosh lab hain jhuki hain palken Dilon mai ulfat nayi nayi hai Abhi takaluf hai guftugu mai Abhi muhabbat nayi nayi hai Abhi na ayegi ...
Read More
Jinka irada ho sath nibhane ka mirza
Jinka irada ho sath nibhane ka mirza Wo janaze ke peche janaza laga dete hain
Read More
Teri baaton ko chupana nahi aata mujh se
Teri baaton ko chupana nahi aata mujh se Tune khushbo mere lehje mai basa rakhi hai
Read More
Khud ko manwane ka mujh ko bhi hunar ata hai
Khud ko manwane ka mujh ko bhi hunar ata hai Mai wo qatra hon samundar mere ghar ata hai
Read More
Mareez e muhabbat ko faqat deedar kafi hai
Mareez e muhabbat ko faqat deedar kafi hai Hazaron tib ke nuskhon se nigah e yaar kafi hai
Read More
Bethe bithaye yun kabhi aya tera khayal
Bethe bithaye yun kabhi aya tera khayal Hum laakh ghumzada thai magar muskura diye
Read More
Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye
Zulf ne bal koi khaya to bura maan gaye Chand badli mai jo aya to bura maan gaye Aur to sab ko pilate rahe mast ankhon se Hath saagar ...
Read More
Sari raat unki goad mai hamare anso girte rahe
Sari raat unki goad mai hamare anso girte rahe Subha howi to wo bole raat barish kamaal ki thi
Read More
Mujhe to is khabar ne hila ke rakh diya
Mujhe to is khabar ne hila ke rakh diya Ke mai kahin zinda dekha gaya hon
Read More
Har aik ke naseeb mai kahan likhi hain chahatain
Har aik ke naseeb mai kahan likhi hain chahatain Kuch log ate hain dunya mai faqat tanhaiyun keliye
Read More
Subscribe to:
Posts (Atom)